Sunaar ki larkeee...

aik badshah ko aik larkee bauhaat pasand aa gai … us larkee ka baap sunaar thaa … badshaah nai sunaar ko daarbaaar mai bulayaaa … 4 Din guzarnay k baawajood bhi sunaar badshaaah ki darbaar mai nahi aaya tou badshaah nai sunaar ko griftaar karnay k lia sipahiee bhaij diyay … Jab wo sunaar k ghar pohnchay tou sunaaar k ghar ko taalaa laga thaa … baadshaah ko bauhaat ghussa aaya aur us nai sipaahiyoon ko hukum dia k sunaar ko dhoondaain … sipaahiyoon nai sunaaar ko har jagha dhoonda … dhoondtay rahay dhoondtay rahay lakin wo kahin na mila … aur sipaahiyoon ka sunaar ko dhoondnay mai saraa waqt aaisay baarbaad hwa jaisay aap ka yay joke parhnay mai … mera bhi hwa haa is lia main nai aap sai badla lia hai … aap aagay waloon sai lain :p:p:p

Re: Sunaar ki larkeee…

^ :rotfl:

Re: Sunaar ki larkeee...

Badshah ko tumhary ghar mei daikhna chaheay tha. Shayed tumhari ama ki charpai kay nechy chupa mil jata sunar.

Re: Sunaar ki larkeee...

apni ammi k experiences generalize nahi karoo ...

Re: Sunaar ki larkeee…

:emmy: