Suna tha guzra hua waqt phir nahi aata
suna tha bichray huay log phir nahi miltay
suna tha rait main tou phool khil nahi saktay
suna tha piyar faqat ek baar hota hai
yeh morr kaisa meri zindagi main aaya hai
bichar gaya jo shaks aaj lout aaya hai
sunheray waqt ki soghaat lay kar aaya hai
kuraidnay sey phir sey zakham rusnay lagay
jo bujh gaye thay woh diyah phir sey bharaknay lagay
meray labon par hain chispaan kaee sawaal iskay
machalti raaton kay hain rut jagay in aakhon main
zara qareeb aao kah raat baaqi hai
kah raakh main koi shola sulag raha hai abhi
**meray labon par hain chispaan kaee sawaal iskay
machalti raaton kay hain rut jagay in aakhon main
**
:k::k::k:
Xcellent and thanks for sharing ![]()
thanks ![]()
Re: Suna tha....
[QUOTE]
Originally posted by Dania_2000: *
Suna tha guzra hua waqt phir nahi aata
suna tha bichray huay log phir nahi miltay
suna tha rait main tou phool khil nahi saktay
suna tha piyar faqat ek baar hota hai
yeh morr kaisa meri zindagi main aaya hai
**bichar gaya jo shaks aaj lout aaya hai*
sunheray waqt ki soghaat lay kar aaya hai
kuraidnay sey phir sey zakham rusnay lagay
jo bujh gaye thay woh diyah phir sey bharaknay lagay
meray labon par hain chispaan kaee sawaal iskay
machalti raaton kay hain rut jagay in aakhon main
zara qareeb aao kah raat baaqi hai
kah raakh main koi shola sulag raha hai abhi
[/QUOTE]
Kiya ya waqai sach hai....