Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay

**Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay
us se kehna befikar hm bhi nahi hain

suna he woh gum sum rehti hay
us se kehna hosh me hm bhi nahi hain

suna he woh raaton ko jaaga karti hay
us se kehna sote hm bhi nahi hn

suna he woh chuup chuup k roti hay
us se kehna hanste hm bhi nahi hain

suna he woh mujhe bohat yaad karti hay
us se kehna bhoole hum bhi nahi hain

suna he us ne wafa ka daawa kiya hay
us se kehna bewafa hum bhi nahi hain…**

Re: Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay

**
suna he woh mujhe bohat yaad karti hay
us se kehna bhoole hum bhi nahi hain

app :nahi:

USKO **:frowning:

Re: Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay


then what went wrong ?

Re: Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay

suni sunae baat pe yaqeen nahi karna chaheay

Re: Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay

nice :k:

Re: Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay

**Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay
us se kehna befikar hm bhi nahi hain

partners in crime :hmmm:
**

Re: Suna he aaj kal woh pareshan rehti hay

:k: