Suna hay, jab wajood reza hota hay

Re: Suna hay, jab wajood reza hota hay

oooooh wat a post...great

Re: Suna hay, jab wajood reza hota hay

Suna hay, jab wajood reza hota hay
tou toot phoot buhut be-awaz hoti hay
faqat aik khamoosh sa mausam
aik sunsaan sa rastaa
aik weeraan sii saa'at
aur aik gumnaam sa lamha
yun hamsafar hotey hain
goya sadiyon ki rafaqat ho

Beautiful sharing shabo :)