sunni sunayi baaton par yakeen nahi kartay:konfused:
Re: suna hai…
issi liye maiN tumhaari iss baat par yaQeen naheeN kar rahaa :aq:
Re: suna hai…
:k:
Mujhay aap ki kisi baat ka yaqeen naheen hai.
Re: suna hai…
yeh maine likhi hai baat boli nahi ![]()
Re: suna hai...
Saboot?
Re: suna hai…
so u sayin u heard ma voice;)
Re: suna hai…
jub maiN nay yeh baat likhi huee dekhi tau maiN nay zor zor saY iss ko paRhaa .. phir meraY kaanoN naY woh sunnaa jo maiN nay kahaa aur maiN nay sunni sunnai baat par yaQeen karnaY saY inkaar kar diyaa ![]()
Re: suna hai…
raat k 1:30 bajay ooncha bol kar neighbor ko tang kartay hain:smash:
Re: suna hai…
Ammmmiiiiiiiiiiiiiii… ![]()
JL, lafz batain karain.:halo:
Re: suna hai…
tumhaiN neighbarouN kaa baRaa khiyaal hai.. sunnaa hai saamnaY waali khirKi maiN Ghazala jawaan ho gayee hai ![]()
Re: suna hai…
Aap nay dating start kardi? Kab?![]()
Re: suna hai…
how u know mere samnay walay ghar mai ghazala bhi hoti hai:hoonh: lakin woh kabhi kabhi ati hai virginia se
wakayee bari hogyi hai iss liye ab baat karte huway sharmati hai:blush:
Re: suna hai…
matlab?:halo:
Re: suna hai…
uss kaY hum-umar hotaY tau shaayad naa sharmaati, tumhaari umar kaa lehaaz karti hogee ![]()
Re: suna hai…
app bari laal ho rahi hain, khariat?![]()
Re: suna hai…
sirf ek ya dou saal hi bari hai
waisay bhi age doeznt matter;)
Re: suna hai…
AQ bhai kay liye larki dhoond rahi hoon na.![]()
Re: suna hai…
mere liye bhi dhund dou, hum tou waisay bhi hum-shehri hain;)
Re: suna hai…
![]()
Re: suna hai…
meri bari kia huwa:hoonh: