Suna hai Zalzala aata hai arsh per

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

VO KHERAAT B NAHI DETA khabon ki:snooty:
kehta hy mery sath jago taat 2 bajy tak gew news dekho:aj:

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

Kabhi dervazon kay qabzon mein oiling bhi ker liya karo :p

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

usne kiya RAW join karli

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

mehngai ke daur main maheene ki aakhri tareekhon main kharchon ka mashwara dene wale doston se parheiz karen

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

Seedhay se bolo ..tumhain muft mein chahiyye

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

maal e muft dil e be-raham

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

Last lina ka matlab kia hy?

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

sannan = sword; jab sword se, ya kisi bhi aala e qatl se be-gunah ka khon behta hai to phir zalzala aata hai. jaise Peshawer Church ke hamle ke baad kal zalzala aaya

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

:k: :k:

Re: Suna hai Zalzala aata hai arsh per

Thanks.

ji aisa hi hota hy.