**Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
So Us Ko Surma Faroosh Aankh Bhar Kay Daikhte Hain…
**

Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
Brought you by Hashmi Surma?
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
![]()
Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
aao hamsaaye ki bell baja k bhaag jaen hum dono
kaun pakrra jata hai pehlay dekhtay hain ![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
m running champion ![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
chalti bus main bhaag k sawar ho skti hain ![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
ahoo ye konsa mushkil kaam hai ![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
is ki eyes to artificial c lg rei hn
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
acha ![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
black bhi nai hain, grey hain
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
**So Us Ko Surma Faroosh Aankh Bhar Kay Daikhte Hain…
**baqi loog kiaya aankh baand kar ky dehktay hain???
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
ye lrki khud b artificial c lg rehi hy.
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
hmm bara pata hai u ko larkiyon ka
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
to or kia pichley 29 saal se lerkion ko deikh reha hu kuch to information honi thi. ![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
to shair bhi grey wala share karen ![]()
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
bari khatarnaak aankhein:confused:
Re: Suna Hai Uski Siyaah Chashmgi Qayaamat Hai,
sara kaam aankho ka hota hai
dil to awen hi badnaam hota hai