Suna hai Humein woh bhulaaney lagey hain
Tou kia Hum ’ unhein ’ yaad aaney lagey hain?
Aik cheez Qayamat bhi hai, Laugon sey suna kartey thay
Tujhey dekh ke Hum ne Maana, Woh theek kaha kartey thay
Aik cheez Qayamat bhi hai, Laugon sey suna kartey thay
Tujhey dekh ke Hum ne Maana, Woh theek kaha kartey thay
:k:
Welcome back dude
![]()
Bahut khoob !
Re: Suna hai Humein woh bhulaaney lagey hain
[QUOTE]
*Originally posted by ToO hOt 2 StoP: *
Suna hai Humein woh bhulaaney lagey hain
Aik cheez Qayamat bhi hai, Laugon sey suna kartey thay
Tujhey dekh ke Hum ne Maana, Woh theek kaha kartey thay
[/QUOTE]
Kia khabar kia pata?
wah ji wah bhut khoob:k:
Jinhein bhoolne mein zamaanay lage hain
Wohi phir mujhe yaad aane lage hain
zabardast:k:
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Jinhein bhoolne mein zamaanay lage hain
Wohi phir mujhe yaad aane lage hain
[/QUOTE]
Wah wah
To continue,
yehi sooch ker ab to hum gabhrane lage hain
abb to hum ko bhi hum diwane lage hain. . . . (its wack) lol
arre wah.... nice