sun sakay tu sun lay...

Sun sakay tu sun lay ye aakhri kahani hai
Waqt ki sada hai ye, waqt ki kahani hai

Bhoolna bhee chahoo gi, tu bhola na paoo gi
Pair pair pay likhee ab meri kahani hai

Ehlay dil hee kehtay hein, ehlay dil hee suntay hein
Chand aik naghma hai, chandni kahani hai

Zurd zurd chehray hein, surkh surkh aankhein hain
Is nagr ka hur basee un kahi kahani hai

Rung rung kochun mein, phool phool kuliyoon mein
Tera hee fasaana hai, teree hee kahani hai

Shaam itni jaldi kyoon log bhool jatay hein
kul hee ka tu qisa hai, kul hee ki kahani hai

Sun lee aap kee "Aakhree kahani"
Ab koi nayee naheen shuroo karna aap :)

Achi kahani hay

^^^^ ap donon ko mae dekh loon gi :smash::mad:

HeArT HaCKeR

:k::k::k:
Xcellent as always !!!

Very nice... :)

do nainaan
aur
ek kahani
thora sa badal
thora sa paani
aur ek kahani

nice ghazal btw :k:

bohut khoob:k::k::k:
thanks

Kis ko pehlay daikhna hay?

Re: sun sakay tu sun lay...

[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
Sun sakay tu sun lay ye aakhri kahani hai
Waqt ki sada hai ye, waqt ki kahani hai

Bhoolna bhee chahoo gi, tu bhola na paoo gi
Pair pair pay likhee ab meri kahani hai

Ehlay dil hee kehtay hein, ehlay dil hee suntay hein
Chand aik naghma hai, chandni kahani hai

Zurd zurd chehray hein, surkh surkh aankhein hain
Is nagr ka hur basee un kahi kahani hai

Rung rung kochun mein, phool phool kuliyoon mein
Tera hee fasaana hai, teree hee kahani hai

Shaam itni jaldi kyoon log bhool jatay hein
kul hee ka tu qisa hai, kul hee ki kahani hai
[/QUOTE]

Wonderful HH thanks 4 sharing!

Ek tha raja ek thee ranee :blush:

[QUOTE]
*Originally posted by Azad: *

Kis ko pehlay daikhna hay?
[/QUOTE]

Shukar....mein samjha aap ko pehlay dekh liya hoga phir Chiraghon mein roshni na rahee hogee;)