Hazaron baar jo maanga karro to kia hasil dua wohi hai jo dil se kabhi nikalti hai sab kuch khuda se maang liya tumko maang kar uthte nahin hain haath maire is dua k baad..
Sun li jo khuda ne woh dua tum tou nahin ho
darwaze pe dastak ki sada tum to nahin ho
Simti huii sharmayii hui raat ki raani
soii huii kaliyon ki haya tum tou nahin ho
In ajnabi raahon mein nahin koi b maira
kis ne mujhe yun apna kaha tum to nahin ho
Mehsoos kiya tumko to bhar aayii ye aankhain
bheege huve mausam ki ada tum tou nahin ho
Sun li jo khuda ne woh dua tum tou nahin ho
darwaze pe dastak ki sada tum tou nahin ho
P.S: Agarr kissi ne buraii ki tou main naraz ho jaun gii..
nahin wo mein Tou Nahin hon:@:
very Cute n sweet like U Dear:hugz:
Simti huii sharmayii hui raat ki raani
soii huii kaliyon ki haya tum tou nahin ho:faizy:
sis blog url mein se code le kar woh use karein ya shab ka thread hello testing dhoond k uss mein dekhein uss mein sab kuch likha hai mein ne k kaisay karna hai !