sulag raha ho main dhery dhery, magar kisi par ayaa'n nahi ho
sulag raha ho main dhery dhery, magar kisi par ayaan nahi hai
woh agg dil main lagi hai jis main, tapish hai lakin dhuwa'n nahi hai
tumhary gham nay sekha diya hai mujhay har ik gham say pyar karna
gham-e-jahan bhi, yaqeen jano, mazaj-e-dil par giran nahi hai
khuda ki basti main har qadam par, koi hai giriya kisi kay gham par
ye dard to dard mushtarik hai, ye ankh purnam kaha nahi hai,
mat’aaye umer azeez sari, ganwa chukay par shafar hai jari
ajeeb soda hai ashqi ka kay fikar-e-sod-o-ziyya-n nai hai