Re: Suicide Attacks and Pakistan-A Thought Provoking Situation for the Nation
awhhh! twisted argument! mr. kabhi ye na samajhna keh Pakistan aur mazloomon k liay lardnay aur jaan qurban kernay walay mer gay. taliban asal Islam pe amal nahe ker rahay hamari tarah aur unkay khilaf action bhi hona chahye unkay her gher Islami act pe.
Lekin dushman ki saazishon ka mun tord jwab denay walay Pak army mein ab bhi zinda hein aur Insha Allah Pakistan ko wo dushmanon ka qabristan bana dein gay aur Islam k khilaf uthnay wali her aankh kuchal dein gay!
maray hue zameer walay kia jaanein keh mazhab ka hukam kia darja rakhta hai. unhein to bus pesa chahye pesa, aurat aur zameen. bus!
insan gaey bhaard mein koi marta rahay ghaddaron ko iski kia parwah! konsa wo insan hotay hn darindon ki nazar mein. unki ankhon pe to bs jahalat ki patti bundhi hoti hai jo Allah ki taraf se unkay liay tabahi ka pegham hoti ha. dunya me bhi aur akhirat me bhi!