Jo doobna hay to itnay sakoon say dobou
Keh aas paas ki lehroun ko bhi pata na lagay
Tumharay bas mein agar hou to bhool jaou hamein
Tumhein bhulanay mein shayed humein zamana lagay
Humaray piyar say jalnay lagi hay dunya
Dua karou kissi dushman ki bud dua na lagay
Tumharay sheher ka mosam barda suhana lagay
Mein ekk shaam chura loun agar burra na lagay
Adaab