Re: Suhaag raat
yea tu mera bara bhai hain … bacphaan mein mujhay bath dia kartay hain :0
is mein kia sharmanay ki baat ![]()
Re: Suhaag raat
yea tu mera bara bhai hain … bacphaan mein mujhay bath dia kartay hain :0
is mein kia sharmanay ki baat ![]()
Re: Suhaag raat
Lekin bachpan guzar chuka hai, ab mein bara hogaya hoon :no:
Re: Suhaag raat
we know … lakin tumharay dil mein woheee choti choti wishes hain … ![]()
Re: Suhaag raat
we know ... lakin tumharay dil mein woheee choti choti wishes hain ...... :D
Agar ye choti choti wishes haiN to phir barhi barhi wishes Ya Allah Rahem
Re: Suhaag raat
Bari dukh bahrii post ki hai ![]()
Re: Suhaag raat
Tumharai Ronai sai pata chal rata hai k tum aik DUKHAN hoo *samajh nahi aa raha yaha khush hona hai k sharmana hai
Re: Suhaag raat
Tumharai Ronai sai pata chal rata hai k tum aik DUKHAN hoo *samajh nahi aa raha yaha khush hona hai k sharmana hai
Gayraat maand aysay moqmoN pay qatal kardaytay hain or bayGairaat suicide:)
rest i leave it to ya :D
Re: Suhaag raat
Ohhhh to tum pathan hoo ![]()
foren mernai marnai per aa gai
Re: Suhaag raat
Dukhi
Kahan they tum itney din? ![]()
Re: Suhaag raat
Bakra oh sorry Shikra
, bus thora kaam k chakar mai laga huwa tha,
aur sunaoo bhai tumhara haal aur chal
Re: Suhaag raat
Haal tou theek hai buss chaal zara behki behki hai
Tum sunaao, shaadi waadi tou nahi karney gaye they na?
Re: Suhaag raat
Haal to nshi pataa Shikraa kay, chaal mulahizaa farmaa lain
Re: Suhaag raat
bus irada to yehi tha lekin jab unn ko mera naam (dukhi) pata chala to unhoo nai rishtay sai inkaar ker diya kaha joo khud dukhi haiN woh hamari beti koo kaha sai sukh dai gaaaa:teary1:
Re: Suhaag raat
zalim samaj ki aisi ki taisi :ASA:
Bilkul:ASA::ASA:
Re: Suhaag raat
Tou bhai koi acha sa naam batana tha na, khushiya, khush bakht wagera wagera ![]()
TLK Have you ever met any man like that?
I still remember the scary experience when I prayed Eid namaz next to an arbi brother. When he hugged me to wish, meri izzat looti gayi ![]()
Re: Suhaag raat
Pehly tu bari smaji qisam ki shadi ki thi Smaj ka hi der laga raha tha,
** Is bar sy murad mustaqbil qareeb o Baeed:D Kabhi bhi kahin bhi dobara mazi ki ghalti duhrany ka moqa aya tu
Din rat ki prwa nahi keri:wink:**
Zalim smaj kji tashrreh o tozih zara mushkil hy filhal aram sy bataon gi:snooty:
Re: Suhaag raat
Ab arbiyon ka itnee be gaya guzra taste nahe hai ![]()
Re: Suhaag raat
Aapko bara pata hai arbiyon k taste ka :rotato:
Re: Suhaag raat
Kuch naik irady nahi lagty tumhary bhai ky:hmmm:
Re: Suhaag raat
Yaar tumhaari izzat bari kamzor hai, hug kurnay say lut jaati hai …
ilaaj karwaa’o apna ![]()