Suhaag raat

Re: Suhaag raat

Ker lo baat. Any way rawayat tu suhag raat ki hi hain Un traditionally ju kuch marzi ker lo hamari bal asy:snooty::snooty:

Re: Suhaag raat

Same munh here :bummer::bummer:here waisy is bar main zalim smaj ko beech main any nahi don gi:D

Re: Suhaag raat

zalim samaj ki aisi ki taisi :asa:

Re: Suhaag raat

Buri Baat hai, apnay saas susr ko zalim samaj nahi kehtay, gunah milta hai

Re: Suhaag raat

pehlaY aur kitni baar aap kee suhaag din/raat maiN zaalim samaaj beech maiN aayaa hai? waisaY yeh "iss baar" say aap kee muraad kiyaa hai..?

Neez, yeh kay.. yeh zaalim samaaj hai kiyaa balaa? koi groh hai, koi firqa hai, yaa koi khoon khwaar jathaa? yaa koi khooni darinda?

Re: Suhaag raat

baqi rishtay daroon ko tau bol saktay hain na? :D

Re: Suhaag raat

I like suhaaaG mornings / nights no afternoons/evening ............ early to bed , early to raise ... make a man healthy wealthy and wise :D

Re: Suhaag raat

early to bed , early to raise ... make a man healthy wealthy and wise ... and very lonely

Re: Suhaag raat

chalooo jaysaa bolo gee … waysa karlain Gay :jano:

Re: Suhaag raat

tum shayhar mein ho tu humhay kia ghum jab uthaaiN gay
laain aaain gaY baaZaar se jaa kay dil-o-Jaan orrr ...

Re: Suhaag raat

Bhai, tumhaaray iraaday kiyaa hain

Re: Suhaag raat

Hamayshah ki tarhaa Nice n kool :D

Re: Suhaag raat

thats a really gay n cheezy name!

erherhg

Re: Suhaag raat

which name? Aliyish??

Re: Suhaag raat

Jiss din eid na ho, uss din kaprey nahi pahentey kia? thinking oh boy, why didn't I know that before

Re: Suhaag raat

Chalo ab to pata chal gayaa naa .... and FYI, aaj eid nahi hai, chalo utaaro kapray

Re: Suhaag raat

Larkon k saamney nahi :nono:

Re: Suhaag raat

Doctor or TLK bhai se kia sharmaaNa :blush:

Chaal Guruuuu ho jaa shuuruuuu :cb:

Re: Suhaag raat

Larkain kum az kum hunsay gay to naheen

per theek hai, tumhaari marzi :chai:

Re: Suhaag raat

^ Kyon k hum aik hi kashti k sawar hain, isliye? :rotfl:

hawwwwwwww…lagta hai tumhara “CHaaka” khula hua hai :eek: