Re: Suhaag raat
** waisy is bar main zalim smaj ko beech main any nahi don gi:D**
pehlaY aur kitni baar aap kee suhaag din/raat maiN zaalim samaaj beech maiN aayaa hai? waisaY yeh "iss baar" say aap kee muraad kiyaa hai..?
Neez, yeh kay.. yeh zaalim samaaj hai kiyaa balaa? koi groh hai, koi firqa hai, yaa koi khoon khwaar jathaa? yaa koi khooni darinda?