Re: suggestion and info needed, plz help.
Khalil Bhai Bahout Nake irradday hain aap kay, Allah kamyaab karay!
Yeh leejiyay Janaab Pakistan Railway ke Website, http://www.pakrail.com/
meray khial mein aap ko Tezgaam UP train zaroor passand aye gi!
aap seats availability bhi check kar lain…:k:
AC Sleeper ka rate Rs 5010/- oneway hai…