Re: Suggest a name for Kayz..
kia hoa ? maira muqabla aqailay nahi kar sakti ? aor GS ka jo mard tum larkio k sath mila woh b Zanani ho ga ![]()
Queen_24=Daram Queen
Punjabi Kuri=Faffaty Kutni
baqi k b lagay hatho sun lo
Inspiron=Neem Hakeem
Innocent Smile= Karnani Churail
Emphadiate=Mushkil Spellings
Hareem=Dawana Aunty
Murgi=Ainak wali Murgi
Shazia Arif (Ya allah mujhay himmat day k mein us ka naam sab ko bata saku)
Nightingale=Bulbul
Sayymma=Mrs. Naswar Khan
Baqi b jaisay jaisay yaad ati jain gee, mein bata-ta jao ga. Aor inaam kia ho ga ? mujhay batao shaid mein khud hi koi acha sa naam rakh kar tumhari mushkil asaan kar du.