Such..

owww :blush: tou yeh keh rahe thay aap :hoonh: aray janab hum kahan mahaan aur baray hain hum tou bus Allah(SWT) k banday hain aur khud bhi kisi main farak sharak nahi kartay, kya :smiley:

wah ji mummy agar battameez nahi kehti tou chalakuu tou kehti hon gee? :snooty:

by the way aapka bhaaR kahan hai…
Chorni say Sardaarni bun gayeen :wink:

MashAllah acchi soch hia aap ki …our mummy tu pata nahin kya kya kahti hain ab kya main aap ko sab bata don :stuck_out_tongue: waise aap ki mummy aap ko yaqeenun kaam choor kahti hon gi …