Such..

hehehehe
:slight_smile: :flower1:

Azad bhai thanks :slight_smile:

WG :blush:

Chorni :blush:

heyyyyy :wave: :wave:
its such a wounderfull poetry and full of feelins … keep it up :k:

Lagta hay aap ka bhi hum par dil aa gia hay …

p.s.
hello 15, KDA ka truck be kabu ho gia hay .. ab iss ko under karwa hi lain.

WG bus karo warna moon torr k rakh doon gee :snooty:

soni_sonia thanks sweety :blush: :hug:

Azad bhai hein?? kya keh rahe hain? :konfused: samajh naie aiee

yehi ghazal hum nay Post ki thi per kisi ka itna reply nahin aaya per yahan :( chalo koi gal nahin hota hai chalta hai :) .... XChorniX plz mind mat karna yeh read karnay walo k liye likha hai ...thanx

:smack: LaRai jhagRay kay alawa kia kerti hain aap :wink:

koidost awww meri jaan esi baat nahi hai :hug: :kiss: shayed kuch logon ne wo post dekhi na ho..warna kabhi kabhi meri bhi kaiee posts yahan pe ewaieen paree rehti hain..fikar na karo acha :hug: :flower2: nex time tumhari post main dhayrooo saari replies karoon gee mein lol

WG aji hum chorni hain yeh tu humaara paysha hai :smiley:

hmmmmm chorni jee aap sahi hain apni jaga per yeh banda zara wakhri type da hai :wink: jahan isay reply nahin milta wahan say door bohat door chala jata hai yehi aik bori aadat hai ..khair thanx jee :slight_smile:

Khoob paysha hai, magar choro kay bhi kuch usool hotay, qawaneen o zawabit hotay, yeh kia keh haath uthaya aur dey mara :snooty:

koidst oopz lol mein samjhi aap larki ho :p…na ji na esi aadat mat rakho aap…koi reply na karay tou iss ka yeh matlab thori na k koi pasand nahi karta..bus kabhi kabhi log jaldi main hote hain yaah miss kar dete hain post…so don’t think like dat na :hug:

WG usool gaye bhaar main :snooty: mein tou sardaarni hoon choron ki mujhe koi usoolon pe chalne ki zaroorat nahi, kya! thuda maaring

kyun janab aesa kyun laga aap ko k main larki hon ..khair thanx main koshish karo ga aap ki baat per amal karnay ki ...waise poray Gupshup main aap jaisa chaat pata koi nahi ;) .....bye bye

ermm pata naie i guess ur nick…confuzin tha na :crying:…

koshish nahi aap ko amal karna hoga :snooty: warna mein aap ki thread main post nahi karoon gee :smiley:

:hoonh: mein kiun chut pati hoon poori GS main?? :eek: mein tou karwee hoon poori ki poori :stuck_out_tongue:

Ok jee hum Amal karain gay ..per aap hain tu chut pati yeh tu confirm hai :wink:

Re: Such..

[QUOTE]
*Originally posted by XChorniX: *
**Such yeh hai baykaar humain ghum hota hai
Jo chaaha tha duniya main kum hota hai

Dhalta sooraj phela jungle raasta gum
Hum se pucho kesa aalam hota hai

Ghairon ko kab fursat hai dukh dene ki
Jab hota hai koi humdam hota hai

Zakhm tou hum ne inn aankhaon se dekhay hain
Logon se suntay hain mehram hota hai

Zehan ki shaakhon per aa jaate hain
Jab teri yaadon ka mosam hota hai**
[/QUOTE]

Adaab XChorniX

Buhat khoob,lajawab khiaal aur buhat umdagi say inhain lafzon kay hawalay kia hay aapnay.

Bila shuba daad ke mustahiq hay yeh aapki kawish.

Shr

Schaa Hussain Rabbani

koidost chalain achi baat hai…:snooty: itnee jaldi baat maan bhi lee kahin koi kaam tou nahi :eek:…

haw haye confirmation bhi ho gaie ke mein chut pati hoon..wo kese bataayen tou zara :hoonh:

Shr :o wow ji…ermm wese yeh ghazal mein ne likhe tou nahi thee..per bohot bohot shukria :slight_smile: :flower2:

Nahi jee humain our aap say kaam no way ..kaam walay logo say kaam hota hai :stuck_out_tongue: khair lakin yeh confirmation wali baat hum abhi nahin batain gay kuch time lagay ga :wink:

:eek: tou aap yeh kehna chaah rahe hain k mein kisi kaam ki nahi? :crying:

kitne battameez or bus battameez hain aap :mad: jaayen mein nahi baat karti chapair :snooty:

aray aray yeh kya aap tu khafa ho gain janab aap nay shayed ghor say read nahin kiya k main nay likha kya hai main likha hai humain kaam walay logo say kaam hota hai means nokar chaker aap jaise mahaan our baray logo say humkaam bolain gay tu kya accha lagay ga :smiley: our haan Bakhoda hum batameez nahin hain yeh humari mummy kahti hai :wink: