Re: Subh uthte hi sadqa dia..
acha kia
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
aap bhi bismillah karen
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
Mujhe to khuwab mein churailen hi ati hain…jis din muhabat ho ge hum bhi de dain gay
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
sabka sadqa kren inkhab me
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
sadqa balaon ko talta hai
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
nazm likhen
mohabt bala hoti hy ![]()
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
![]()
bohut acha shair hai ![]()
bohut manni rakhta hai ![]()
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
to muhabat bhi to bala hi hai.. wo shair nahin suna..
koi taweez ho radd e bala ka
muhabbat mere peeche pad gai hai
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
aap ke liye kaise maani khaiz hai?
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
abhi mood nahin hai ![]()
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
wow :k:
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
Aray muhabbat ko bohut hi achey way se dikhaya hai abb kya bataun ![]()
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
phuppi wali muhabbat yaad aa gai kia?
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
muhabbat hai ya churail?
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
muhabbat dain hai dain.. jo saat ghar choRne ka taradud bhi nahin karti
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
saat nahin aik ghar bhi nahin chorti
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
kai logon ka deen sanwar deti hy
kisi sahi rah chalte ko bhatka k deen kharab ker deti hy ![]()
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
dur fitte munh
Re: Subh uthte hi sadqa dia..
Muqa: yeh kesi muhabbat thi jo khuwab main ki…