Sub say agay Pakistan !

app ko pata hay **PAkistan **usa , uk , canada etc in sub say agay hay ..or is ko prove bhi ker saktay hain

poochain kis terah

is waqt pakistan main rat kay 1: 13 Am time hay or or yeh sub contries ka time hum say 10 hours peechay hay

to kon agay hoa ?

(ab is main moon bnanay ki koi bat nahi hay rat kay 1 bajay banda ise qisam kay thread open ker sakta hay )

Re: Sub say agay Pakistan !

Hamari taraf dinn kay sawa teen bajj rahay hain :dhimpak:
chutti ka dinn hay - abhi khana khaa kay baithay hain :yummy:

thoori dair main afternoon nap laiN gay :sleep2:

:chai:

Re: Sub say agay Pakistan !

^ *wohee na app peechay reh gayee hamara ab sunday strat hay or app saturday main bethay hain *

Re: Sub say agay Pakistan !

abhi thooRee dair main Saturday main Laitnaay wala hooN :silly:

:chai:

Re: Sub say agay Pakistan !

^ app khud to** lait** bhi jatay hain or beth bhi jatay hain lakin in CHOZOON(avatar) ka kia qasoon hay jo 24 our phuduktay rehtay hain in ko bhi aram ka moqa diya kerain yeh **zulm **hay in per

Re: Sub say agay Pakistan !

Ya me agreed, ya to aap in ko araam kerney dey ya phir in ko dobaara andey me daal dey.

Re: Sub say agay Pakistan !

Log kehtay hein pakistan america se pechey hein
meinkehta ho pakistan ne america ko agay lagaya hoa hey:dhimpak:
:jhanda:

Re: Sub say agay Pakistan !

and Problem bhai..
ab confirm ho gaya hey ap EMM nahi ho
sho shorry :blush:

Re: Sub say agay Pakistan !

Abhi abhi khabar aye hey keh
Pakistan Pakistani bananey wala sab se pehla mulk ban gaya :jhanda:

Re: Sub say agay Pakistan !

Goya aap **kelulla **laina bee pasind kertay hai…

Allah Hu

Baba-Geee

Re: Sub say agay Pakistan !

ni kuriye teray koul hour koi kam nai ... har wailey GS nouN chimrri raindi ae!

Re: Sub say agay Pakistan !

:hehe: Good one!

Re: Sub say agay Pakistan !

Yeah, Pakistan amreeka say 10 ghantay agay hai....:P

Re: Sub say agay Pakistan !

:yahoo:

Re: Sub say agay Pakistan !

^ look ..mainy app logoon ki maloomat main kitna qeemte izafa kia

[quote]
^ and Problem bhai..
ab confirm ho gaya hey ap EMM nahi ho
sho shorry
[/quote]

sac>pakistan nay america ko agay lagaya hoa hay or ap nay BHAI ko mere nick kay agay lagay hoa hay

Re: Sub say agay Pakistan !

kool
:rolleyes:

aik baat kehney ka booohut dil ker raha hey
kachi k jokes
:hehe:

Re: Sub say agay Pakistan !

Btw, iska matlab ke India main us waqt time 1: 43 ho raha hai. :p

Re: Sub say agay Pakistan !

^ haan pakistan apnay parosion ko agay niklany ka moqa dayta hay is ley !

Re: Sub say agay Pakistan !

^ :rotfl:

(1.5K posts):yahoo:

Re: Sub say agay Pakistan !

mabroook :slight_smile: