Lafzoon ke justuju mani sub kuch ganwa dia
woh chal dia main tarz-e-ada dhoondta raha
Us ko kisi nay “Rab” say lia maang aur main
Sajday main gir kay harf-e-dua dhoondta raha
Lafzoon ke justuju mani sub kuch ganwa dia
woh chal dia main tarz-e-ada dhoondta raha
Us ko kisi nay “Rab” say lia maang aur main
Sajday main gir kay harf-e-dua dhoondta raha
Re: SUB KUCH GANWA DIA.................
its good but rythm nahi hai:)
Re: SUB KUCH GANWA DIA…
Its Really Nice. :k:
or is mein rythm b hai.
Re: SUB KUCH GANWA DIA.................
its good but rythm nahi hai
it is in rythm abeeha......:)
Re: SUB KUCH GANWA DIA.................
Beautiful...
very nice sharing soniaa
Re: SUB KUCH GANWA DIA…
kiya bayaan shaer apni haalut e zaar ka
kisee ney daad di koi ryhthm dhondtaa raha ![]()
Re: SUB KUCH GANWA DIA…
Umdaa :k:
Jawaabi Karwaaii :
Tere Naam Ki Thi Jo Roshni Usay Khud He To Bujha Diya
Na Jala Saki Jisay Dhoop Usay Chandni Ne Jala Diya
Main Hoon Gardishon Main Ghira Hua Mujhe Aap Apni Khabar Nahi
Wo Shakhs Tha Mera Rahnuma Usay Rastoon Main Ganwa Diya
Yeh Ghazal Meri Bohat Pasandeeda Hai InshALLAH jald post karong apke dhaagay mein puri ghazal no way ![]()
beINg loNely!!! sId !!!
Re: SUB KUCH GANWA DIA.................
bohat khoob
Re: SUB KUCH GANWA DIA.................
Lafzoon ke justuju mani sub kuch ganwa dia woh chal dia main tarz-e-ada dhoondta raha
Us ko kisi nay "Rab" say lia maang aur main
Sajday main gir kay harf-e-dua dhoondta raha
Aaaaaaaaawwww splended splended choice...............:)
Re: SUB KUCH GANWA DIA.................
zabardast!
Re: SUB KUCH GANWA DIA.................
wh
dil ki bat likhi hay