Back :)
Sub ko dil kay daaGH dikhaye, ek tujhee ko dikha na sakay
Tera daman door nahee tha, haath hameeN phaila na sakay
Tu ay dost kahaN ley aaya chahra yeh khursheed e misaal
Seenay maiN aabad karaiN gay, aankoN maiN tu sama na sakay
Na tujh say humko kuch nisbat, na tujh ko humsay kaam
Hum ko yeh maloom tha lekin dil ko yeh samjha na sakay
Ab tujh say kis munh say keh daiN saat samandar paar na ja
Beech ki eik deewar bhi hum tu phaand na paye Dha na sakay
Mun paapi kee ujRee khaitee sokhee kee sokhee hee rahee
UmDay badal, garjay badal, boondain do barsa na sakay
Re: Sub ko dil kay daaGH dikhaye…
*Originally posted by WiseGuy: *

wah wah wah wah boht achei akher ur choice ache ho he gei
or wb kis koshi mei kia ap kehen gei hue thei
hmmm V nice
aik tu ap bhool be jatey hian na kis ko dekhaiey kis ko nahi
dairy rakhin na note kar lea karo :p
very nice :k:
N welcome back
nikii
May 7, 2003, 11:11pm
9
Re: Sub ko dil kay daaGH dikhaye...
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Back :)
Sub ko dil kay daaGH dikhaye, ek tujhee ko dikha na sakay
Tera daman door nahee tha, haath hameeN phaila na sakay
Tu ay dost kahaN ley aaya chahra yeh khursheed e misaal
Seenay maiN aabad karaiN gay, aankoN maiN tu sama na sakay
Na tujh say humko kuch nisbat, na tujh ko humsay kaam
Hum ko yeh maloom tha lekin dil ko yeh samjha na sakay
**Ab tujh say kis munh say keh daiN saat samandar paar na ja
Beech ki eik deewar bhi hum tu phaand na paye Dha na sakay
Mun paapi kee ujRee khaitee sokhee kee sokhee hee rahee
UmDay badal, garjay badal, boondain do barsa na sakay**
[/QUOTE]
bhut khoob wiseguy ji :)
[QUOTE]
*Originally posted by Amarbail: *
Bahut khoob and WB... !
[/QUOTE]
Thanks Amarbail :)
Re: Re: Sub ko dil kay daaGH dikhaye…
Thanks MM, woh hum poetry section per kafi din baad post kia, I was busy at work na.
nice:k::k: welcome back:flower1:
Sub ko dikhaai bas itna yaad aap ko nahee dikhaai na dikhana hai
Re: Re: Sub ko dil kay daaGH dikhaye...
[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *
bhut khoob wiseguy ji :)
[/QUOTE]
Thanks nikii ji :)
Swera
May 9, 2003, 3:36am
17
Re: Sub ko dil kay daaGH dikhaye...
[QUOTE]
Sub ko dil kay daaGH dikhaye, ek tujhee ko dikha na sakay
Tera daman door nahee tha, haath hameeN phaila na sakay
Na tujh say humko kuch nisbat, na tujh ko humsay kaam
Hum ko yeh maloom tha lekin dil ko yeh samjha na sakay
[/QUOTE]
Bohat khoob:)
Thanks 4 sharing..
And Welcome back :):):):)
Re: Re: Sub ko dil kay daaGH dikhaye…
Thanks!
You are welcome… flower1:
Swera
May 10, 2003, 2:31am
19
Re: Re: Re: Sub ko dil kay daaGH dikhaye...
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Thanks!
[/QUOTE]
My pleasure :)