Sub jouht hai, sub jouht tha mouhabat ka fasana
Taqdeir na samja deya, sub kou hai ya dikla deya
Jitne beih kou shesh tum karou berhnay key agay
Barh na sakou gay hergiz tum apne taqdir ka agay
Uss na perha tha khoub, samaj kar, chein karein gay
khoud he mei na likh le hai tagdir, balande pas rahay gey
kiss kou pata tha, rizq hai uss ka dour peray kou
aysay desh mein jana howa, kam na aaei taleem
such hai jou karna hai kar lo, jitnay jatan tum sub
milta bus utna hai peyaroun likha, naseeb may ussna
Maan beh jaou, ab tum sub, tagdir ka likha atal hai
Jub beh tum nakam ho samjo likha yun he tha ussna