**AIk khaton bari stylish on kay teen hi baal hotay hain… KIssi party main janay kay liyee tayar hote hain to khayal ata hai kay palour say hair style banwaya jayee…
Palour puhanch ker beautician on say mukhatib hai
Beautician: JEee madam kiss tarhan ka hair style pasand kereinge teen baal hain apkay .main ap ko ******* sugguest keronge.
Khatoon:Thek hai ******* hi banadejeyee
****Beautician ******* bana rahi hote hai kay issi process main aik baal toot jata hai
Beautician: sorry mam aik baal toot gaya ab kya keron?
Khatoon: Jura bana dein…
Beautician:Okay
Jura banatay banatay aik aur baal toot jata hai…
Beautician: Mam ab kya kiya jayee???
Khatoon: AB KHULAY HI REHNAY DEIN…
**