Sri Lanka VS Pakistan 26th March @ Colombo

Re: Sri Lanka VS Pakistan 26th March @ Colombo


Oh My God. Oh My God. Oh My God.

Inna-lillah-hee-wa-inna-ilaihee-rajeeyoon.

Ya-Allah marnay walay kay eesaal-e-sawaab mein izaafa ata farmana. Aey Allah unkay azeez-o-aqaarib kay hauslay buland rakhna, unkay haath sey sabar ka daman na jaaney dena. Ya-Allah, marhoom ko jannat-ul-firdaus mein buland maqaam ataa farmana. Ya-Allah, yeh kaisa hadsaa paish aagaya is waqat? Meri to jaan nikal gayi pardh kar. Allah khair karey. Ya-Allah Mian.