Re: Speak Arabic shoya shoya…
te (teen wala) haroof e ikhfa (hidden words) main aata hai) jo ke zaban ke neeche se ada hote hain aur us ke liye daanton ka zaban ko touch karna zaroori hai.
toye / towe (talaaq) harooq qalaqala main se hain. iss ki adaigin ke liye munh ko gol karna padta hai, aur zaban aur daant aapus main nahin milte.