Re: south asian hospitality
I go, nahin aunty bas. buhat mazay ka khana tha, aur mujhe to lagta hai mainay over-eating kar li hai. hila nahin jaa raha, aur abhi mainay aap kay haath ki kheer/cake/custard/insert dessert of the evening bhi khana hai. and then aunties do say* laikin tum nay to kuch liya hi nahin, tabhi abhi bhi itni smart ho.* giggle giggle, throw in some smiles, and clean up the table.
![]()