Souraj Pighal Ky Raat Ki Wadi Mei'n Beh Gaya...

Souraj Pighal Ky Raat Ki Wadi Mei’n Beh Gaya,

Iss Haadsey Ka Naam… Shab-e-Intizaar Hy.

Re: Souraj Pighal Ky Raat Ki Wadi Mei’n Beh Gaya…

:eek: Ramadan main tasweeren post karte huwe thora khayal rakhen.

Waise sooraj kaise pighal gaya… sooraj na huwa Gujjar ki dukan ka makhan hogaya

Re: Souraj Pighal Ky Raat Ki Wadi Mei’n Beh Gaya…

:omg: tussi itny ghor sy pic matt dekho..

waisy main ny itna ghor nahi kiya tha.. abhi remove ker deti hoon :stuck_out_tongue:

Re: Souraj Pighal Ky Raat Ki Wadi Mei’n Beh Gaya…

Kyun suraj da bera gharq kar rey ho. :nahi:

Re: Souraj Pighal Ky Raat Ki Wadi Mei’n Beh Gaya…

mujy to gajjar ka halwa yaad aa raha hi
aap bhi dhean se LIKHA karen:bummer: