Whizz Bhai nay kaha thha kay aap naraz hain. Agar aap mujh say naraz hain tau main aap say sorry karti hoon. Aur agar aap ko mera yahan aana achha naheen lagta tau main wada karti hoon keh kabhi yahan doobara naheen aaon gi. Kiyon keh aap mujh say senior hain aur meri wajah say aap ko koi dukh puhunchay to yeh baat theek naheen.
Is liye ab meri taraf say Allah Hafiz. Kaha sunna maaf kar dena. Ab aap mujhay doobara GS par naheen dekhain gay.
Take care.
Allah Hafiz.