Zameen say kon uthata hay sookhay patton ko
Hawa ki baat na ker, hawa to pagal hay
Re: Sookhay Pattay
hawa pagal kiyun hai?
Re: Sookhay Pattay
nice
Re: Sookhay Pattay
chup karo
ek din isi hawa ne khak bhi urrani hai tumhaari
pagal nahi hai woh
Re: Sookhay Pattay
to kis ne kaha tha itna SHOKHA hony ko ![]()
Re: Sookhay Pattay
hawa pagal kiyun hai?
yeh to hawa say poochain :)
Re: Sookhay Pattay
nice
Thanx
Re: Sookhay Pattay
chup karo
ek din isi hawa ne khak bhi urrani hai tumhaari
pagal nahi hai woh
aray.....to payar say keh dain na.....her waqt dantay Q hain :(
Re: Sookhay Pattay
oye hello…Jiia G
SHOKHA nahinnnnnnnnnnnnnnnnnn SOOKHA ![]()
Re: Sookhay Pattay
aray.....to payar say keh dain na.....her waqt dantay Q hain :(
Tuanu te nahi kehya
Main te shayer nu keh riya c
Re: Sookhay Pattay
Tuanu te nahi kehya
Main te shayer nu keh riya c
:D :D dar gaye :p
Re: Sookhay Pattay
:D :D dar gaye :p
leh
awain
Hum to jo kiye wohi biyan kar rahe
Re: Sookhay Pattay
Dil to pagal tha he yeh hawa bhi pagal ho gaiy ![]()
Re: Sookhay Pattay
good post
Re: Sookhay Pattay
*hawaa to chalti hai pattoN ko ooNchaa uRaane ke liye! *
mere Khayaal se to yehii saHeeH hai. :)