Soochta hoon ulfat main
Zakham kitnay lagtay hain
Aag koyoon barastee hai
Yaad koyoon wo atee hai
Raat kasay kat tee hai
Har dafa bay wafai kee
Baat koyoon nakaltee hai
Soach kyoon badaltee hai
Jawab koyoon milta nahi
Apnay he sawaloon ka
Koyoon dill ya manta nahi
Zindagi yaheen tak hai
Piyar main bagawat ka
Sooch kasay latay hain
Har baat par judai ka
Dard koyon ya datay hain
Faislay ka soochoo tu
Zindagi kam partee hai
Baat tu bari hai par
Baat ya behi sachi hai
Mohabat ko badalnay main
Dair kitnilagtee hai
Fist of all thanks aur dosri baat ka kaheen ghaib nahi hoon yaheen hoon ya auroon ke taraha nahi kahoon ga ka lekhnay ka time nahi milta haan baas lekh nahi pata...