Sootay mein bhee
Chehray ko Anchal say chupa’y rehti hoon
Dur lagta hai
Pulkoon ki hulki si lurzish
Hoontu ki mohoom si jumbish
Galoon pay reh reh kur utarnay wali dhunk
Laho mein chand rachati us nunhi si khushi ka naam na layle
Neend mein ayee hoee Muekan
Kissi say Dil Ki Baat na keh day*