Duniya mein shahansha bhe huway hain or badsha bhe, sepha-salaar bhe huway or saypahee bhee, maktul bhe, ghazi bhe huway or shaheed bhe.
Magar KISI kee mout ko wo sohkowaree naseeb na hui, jo shaheed-e-karbala kay leya mukadar ho chukee thee.
Aj iss mazloom shadeed ko khak-wo-khoon mein tarapay kareban chodaaN so baras ho chukay hain. Magar matam Ghusaree or sokhowaree mein faraq nahin aya.
Is leyay nahin kay wo mahaz nawasai rasool (pbuh), jagar-e-gosha-e batool (as) or Hazrat Ali (as) kay farzanD-dalban thay, balkay iss leya bhee kay unho na Haq kay leya kaakem kay samna sar na jokaya, islamee jumu’reyat ka bol bala kiya, tayhkh-wo sin-a say khof na kaya. Khandar bhar kay keematee la’al wojo-a-har karbala kee taptee huwee raet mein kho deeya or akhar mein khud bhee apney lawho say ra-et kay zarouN kay mouN doola deeya…
Lovely words , koie shak nahi kay kitnay PAGHUMBARO nay Islam phalayeah magar serf aik nay ISLAM ko baachayah Imam Hussain(a.s) hum jitna bhi matam karay , hum jitna bhi roo lay magar yeah ghum assa hai kay kabhi khatam nah ho .... jab naam aie Imam Hussain(a.s) or ankho mai ansoo nah ho tu mai us ko Muslim manta ho magar Momin nahi , Hussain(a.s) Haq hai , Hussain(a.s) Sach hai , Hussain(a.s) shoojat hai ..
LIVE LIKE ALI(a.s) , DIE LIKE HUSSAIN(a.s) .
p.s LiL Human u asked me something on PM due to some reasonz i didnt answered ya coz i already knew that u r wut i was thinking... n u knew why im not answering ya if not then ull surly knoz. anywaz MOLA Salamat rakhay app ko , Hussain(a.s) ka naam metanay walay khud mit gaie , ALI(a.s) par tabarra bhajnay walay jahanum mai jalay , or AHLABAT kay chanay walo par zuloom karnay walo par Lanat . Bayshomar .