something from my QALAM (pen)

well dont know but just yesterday night i was thinking n feel something which i have inside of me so kab or kesay i put all these words . . . . so plz yah nah tu ghazal hai or nah he shaire yah tu aik dil ke arzo aik dil ke jostojo aik dil ke tamana or aik dil ka ahsas hai jo doosaray dil kabhi nah kabhi zaror sunay ga .

Is waran dil mein kuch nahi hai jo tha woh sub chalagaya abb tu sirf mein aur tum hain.. agar kuch kehna chahatay ho tu keh do kay Is say pehlay yeh asman ruk jaye yeh hawaein apna rukh badal dein . mere aur tumhare rahein badal jayein. yeh sansein saath chor dein.. waqt ka kuch pata nahi ajj mein hoon kal nahi. laiken yeh mohbbat hamesha hum dono kay darmiyan rahay gi kiyon kay mohbbat kabhi khatam nahi hOti.. aakhiri dum tak saat deti hai …
ya bewafa nahi jo lumhoon ki tarhan saat chore dey … ya tu hameesha ka saat ban jati hai … tabhi kehtey hai pyar tu bar bar hojata hai par Mohabbat… sirf aik bar … sirf aik bar … aur sirf aik baar ..

in the end aik song yaad ata hai *Gohar * ka * kay dil tu roona nahi , kay arman saray teray pooray kabhi , aik din aie ga tu gaaie ga , gaa ray gaa *

bye

p.s sumjho tu sab kuch hai , nah sumjho tu kuch bhi nahi :wave: