**Sinay se laga kar kaha karti thi Maa Mujh ko **
**Tu laaal hay mera, na sata mujh ko **
pachtaiay ga ek din jan main chali jaoon gi
na chahtay howe bhi akaila chorh jaoon gi
**Zamana dikhaiay ga garmi ki shiddat tujh ko **
**yaad kar kay roaiay ga tu phir mujh ko **
**Mudatoon se meri Maan ne sinay se nai lagaya **
Ab so gaiee KHAK main jub kuch kehne ka waqt aaya