I thought it was great. He had a great grasp of urdu
yeh riwayat hai watan ki, isay zinda rakhna
muskuratay howay milna, jo qaza bhi aye
mey saray shaam bhi so jata hoon, bachoon ki tarha
pas agar gardish e ayaan mey bala bhi aye
yoo likho gham kay fasanay ka khulasa
so apnay qatil kay liyay harf e dua bhi aye
yeh tau lafzoon kay khilonoon ki dukaan lakti hai
is ghazal may, masoomiat ki sada bhi aye