Some random poetry

Cinderella mera intezar karna, Cinderella mei aa raha hun meh. Kisi aur ki dulhan na ban jaana. Raah mai un sai mulaqat ho gai. Jis sai dartai thai wohi baat ho gai.

Mujhay piyar hua piyar hua Allah mian. Bhari bazaar mai iqrar hua Allah mian. Mujhay piyar hua Allah mian!

Aa piyar dil mai jaga. Aa aa dharkanon mai sama. Tujh ko qasam meri jaana. Aa kai na phir duur jaana.

Mairai bas mai ai hain taraanai. Tu bhi jaahil raha phir hain afsaanai.

Lai ai phir kahan pai yeh zindagi humari. Yeh to wohi jagah hai guzrai thai hum jahan sai!

Maira tumhara woh ghar humara. Toota hai bikhra jaisai sitara. Mera piyar tumhi ho. Tumhi to ho. Jaana! Mairai saath tumhi ho tumhi to ho.

Ganga Mia Ganga Mia. Ganga Mia mai jab tak kai paani rahai, mairai sajna teri jawani rahai jawani rahai! Ganga Mia! Ganga Mia.