Har Khushi Kam Hai Tera Ghum Bhulane Ke Liye,
Ek Tera Ghum Hi Kafi Hai Mujhe Umr Bhar Rulane Ke Liye
Muskurana Mera Kisiko Gawara Naii Hota…
Har Aadmi Zindagi Ka Sahara Nai Hota…
Chaha To Tha Har Mor Pe Muskurana Humne…
Magar Kismat Har Kisi Ka Sitara Nai Hota…*
Jitna Tum Ko Chaaha Tha Hum Nay
Utnaa Kisi Ko Chaah Na Sakay
Socha Tha Bhool Jaaingay Kabhi Na Kabhi
Lekin Najaanay Kyoun Bhulaa Na Sakay
Honton Nay To Chupa Liye Armaan Dil Ke
Lekin Ankhon Say Chupa Na Sakay