… that can I voluntarily “pretend” to be her Valentine this year
Agar yeh sawal “USS” ney kiya hota (jo aaj kal GS par very inactive hey ) tou shayed main mana nahi karta… Par “INN” ko kiya kahoon…
Kar Bhala - tay Ho Bhala…
:k: Dubai Dubai hey aur Dubai kay Guppies ki kia baat hey… :k:
INN ki baat tou theek hey, par ÜNN ka kiya karoun jo yahan dubai main meray peechay parri huwi hain… jinhoun ney mera naak main damm kiya huwa hey - subah say raat gaey tak SMS kar kar kay dimagh kharab kiya huwa hey
Inn “Haseen Naaz’nioun” ko kaisay samjhaóun - kaisay inn say peecha churr’waoon
Arayy… Bachaooooooo
:nono3: Bee-Jamaloo
Idhar Kidhar?? Khala say buch-bacha kay boling… Main Hoon na…