Baarishon k mousam main tum ko yaad karne ki aadatain puraani hain ab ki baar socha tha aadatain badal daalein phir khyal aaya k aadatain badalne se baarashain nahin rukti ** 2. Gee main aata hai k koi aisa ghao lagaon khud ko k woh zakhm bhi de uthe bud’dua mar jaane ki 3. kabhi zindagi se gila kar k roye kabhi maut ki hum dua kar k roye ajab silsila hai nimaz-e mohabbat kabhi qaza kar k roy kabhi ada kar k roye 4 woh ek shaks mujhe saari umer tarse ga naseeb us ka ke us ne mujhe gunwaya hai
5. Ab to socha hai k pathar k sanam poojain ge** ta k ghabrain to takra bhi sakein mar bhi sakein my most fav kaun kehta hai k haath ki lakeeron se banti hai kismet kismet to un ki bhi hoti hai jin k haath nahin hote