Aik banda : Ya Allah tu mujhay 100 rupay dega toh main 50 teri rah mein donga, Rastay main pathan ko zameen se 50 rupay milay toh woh bola “Ya Allah itna bhi bharoosa nahi ke pehlay he kaat liye”
aik bewaqoof milk shop per jaker 1 kilo bhains ka dhoodh de do, Shopkeeper : Tumhara bartan chota hai.
bewaqoof : Acha phir aisa karo, bakri ka he de do.
A bewaqoof was helping his son in filling his admission form, Son asked to Sardar “Baapu mother tongue walay box main kya likhna hai?” baywaqoof : Likh de puttar “Very Long”
Maine khat likha tha ke meri Shaadi per Aana, tum kyun nahi aye? second idiot : Mujhay khat mila he nahi. first idiot : Maine likha tha, khat milay ya na milay tum zaroor aana.
![]()