Aaj to kali he, kal gulab ho gha
muj se shadi kar le, bharra sawab ho gha
Yusuf ka husan, Zulekha ka ghumaar dekha he
kuch iss tarah se haseenao ka pyar dekha he
unhe khilane pilane me hoi he ye halatt
kasam Khuda ki cinema bhi udaar dekha he
Apple kat ta ho knife se
paani pita hi pipe se
kiya zamana aa ghea he
jote khata ho wife se
Kamata nahi ho itna k tuje rooz khilao
ati he to aa ja ya kissi aur ko patao?