waqf-e-hurmaan-o-yaas rehta hai
dil hai aksar udaas rehta hai
tum toa gham de ke bhool jatay ho
mujhko ahsaan ka paas rehta hai
hum aisay saada dilon ki niyaaz mandi se
buton ne ki hein jahan mein khuaiyaan kya kya
juda thay hum toa mayassar theen qurbatein kaisi
baham hue toa pari hein judaiyaan kya kya