To tell you the truth…I am Phd on Waheed Murad…magarr aap ke sawall ne mujhe aik shash o’punjj mein daal diya hai? kiyonke mere zehan mein bhi koi aisa Waheed pe ganaa nahin aa raha…jis mein woh rupay ginte hua nazar aye houn. Aik film hai “HEERA AUR PATTHAR” shaiyad uss mein ho. Waise meine unkibegum Salma se bhi phone pe pouchha tou woh bhi kaafi souchh mein parr gaiyeen
Dont worry..I’ll come back with the song you say…soon.