sokoune qalb, mera zara khayal karou
tumhay panay kou ye raz hai bayan keya
werna keyoun ulfat e Rub, hum aayan kertay
meri ulfat ka uss na bhi hai pass keya
or hai uss na meri ulfat kou ulfat samjaha
uss nay, NA mer mitnay ka mouj say waada leya
meri ulfat uss say her rouz puk haurh ty hai zouor
woh hai mera sub say pukka pur aeitemad doust
ger ka woh hai sub ka or mai houn bus us key
mera payam hai sub chahnay waloun kou soun lo
chahat mai mouhabat ka sewa or bouhat hai
meraj e mouhabat hai fanna honay ka bus nam
nasamjeh he mai toou hein ruswaei ka hazaroun dahng
kash meri ulfat mai koei na bahray mouhabat kay rang
ulfat say seikhay hein hum na taareif e rub karnay ka dahng
hein mouhabat or ulfat kay mayaar aalag
ulfat mein fanna, na honay ka hai rewaj
or mouhabat mein fanna hona he hai meraj