آذاد~ تُو بھول جا نصیحت کو
سوہنا یار کون بُھلا پایا ھے
ٓAzad~ tu bhool jaa nasihat ko
Sohna yaar kon bhula paya hai
Adab
Azad
آذاد~ تُو بھول جا نصیحت کو
سوہنا یار کون بُھلا پایا ھے
ٓAzad~ tu bhool jaa nasihat ko
Sohna yaar kon bhula paya hai
Adab
Azad
Yaar ne sabaq hi itne diye hain k usko bhool kon sakta hai ![]()
Sabaq dayna ada e khass sahi
Yaar ka yaar hona hi kafi tha
ٓAzad
**Tou janab jb yaar ka yaar hona kafi hai tou doobne pe eitraz q??
Yaar ki yadein sametein aur doobne dein logon ko, aesi surat mein drama tou nae ho sakta ![]()
Aapki batein aur logic aik dusre se buri trh takra rhe hain…**
koi bhi cheez nahi takra rahi
Dobnay walay ko bhi yahi bat batane ki koshish ki hai
jiss ko Allah ne marne marne ka hukam dia hai oss ka kaam oss par choR dein
jin ko zinda rehna ka kaam dia hai woh zieinda rahein.
buss itni si baat thi.
or oss ko jo sonay mein tholay wali bat mein ne bataii hai .. woh kar ke daikhe.
awal to namak ho hi nahi sakta ... chalain maan lyte hein. bewaqofon se dunia bhari paRi hai ... agar nakam howa to dobana to phir bhi option available hai na
acha to YAAR ne bhool jane ki nasihat ki thi kiya?
![]()
Gandoo ji. Jab hota hai toa ho jaanai doa.