Re: Social Media Activist abducted by authorities
appki tarbiat main aabparwi hath lag raha hia… insafi chozon say lakh ikhtilaf sahi… mana kay PTI walay social media par tofan e batmeezi michaty hian… mager kisi Insafi londay ka istarah say uthna… intehai ghalat qaadam hia…
tanqeed sunnay kay liye hosla chahiaye hota…
bat dar asal itni hia.. kay yahan par muqaddas idaray par sawal uthany walay ko hi kion uthaya jata hia?