Social media par tofan-e-badtameezi machao gy tou reaction tou aye ga na.. Freedom of speech has some boundaries…
Anyhow , do not worry, bachay ko samjha bujha kar choor dain gy pahli bar.. Next time patta bii nhe chalay ga ke asmaan khaa gya ya zamen..
appki tarbiat main aabparwi hath lag raha hia… insafi chozon say lakh ikhtilaf sahi… mana kay PTI walay social media par tofan e batmeezi michaty hian… mager kisi Insafi londay ka istarah say uthna… intehai ghalat qaadam hia…
tanqeed sunnay kay liye hosla chahiaye hota…
bat dar asal itni hia.. kay yahan par muqaddas idaray par sawal uthany walay ko hi kion uthaya jata hia?
Mulak or mazhab ke khilaaf zahaaar uglna “tanqeed” ke zumray ma nhe atta… social media par agaar baat karni bii ha tou tariqay sy ki jaye.. Ab tou Facebook valy bii freedom of speech ko crush kar kay comments delete kar daity han. Yad rahy, Facebook ka taluq uss country sy ha jahan free speech ka sbb sy zayada dhon-dhora pitta jata ha..
Mahool sahab aap apni khair manaien … MashALLAH aap kii zuban bii kafi meetha meetha Ugal rahi ha ajkaal.. Aisa na ho kaal ko @anwer Pasha issi tarha ki thread aap ke bary ma laga rahy hun…
ary chorahy… jab mashal jaisay masoom log jhotay ilzam kay tehat qatal hosakty hian.. to social media par page admin ko hirsat main laik kar uskay page par kuch bhi post kiya jasakt hia…
G han… yehi woh baat hai jo main sabit karna chahta hon.. aur appki iss post say sabit hogaye kay kistarah tanqeed karny wlay social media activist ko uthaya jata hia.. Thank you for proving my point…
Yaa statement tou bheensa or mochii jaisy pages ko defend karny ki nakaam Koaish ha payary bhii… ma fair trial ka Qaaiil hun.. asisy logo ko na-siraf arrest hona chahye bulkay agaar doubt ho tou in logo ko defence ka mouqa bi daina chahye..
Siraf unn Social media activists ko uthaya jata ha jo Social media par “tanqeed” ki arrr ma mulak va mazhab ke khilaaf fasad philatay han.. Ya silsila chalta rahy ga.. Afsos ke aap kuch nhe kar saktay..
Ma ny personally 2, 3 social media activists khud uthvaye han..
I don’t think Salar was some thing anti state or anti religion
Normally he was PTI supporter
We normally count them in boot polish group
These all allegations are normally used for we PPP supporters because we fight for human rights and say truth .
nahi janab… tanqeed jo kay muqaddas idaron par ki jati hia… ya phir jo boot poolish nahi karty…
afsoos to iss baat ka hi hia… kay idary mazhab ko use karky activit ko uthaty hian.. phely uthatay hian… phir unki proflie say aesa mawad post karty hian.. takay awam ko lagay kay mazhabi par tanqeed ho rahi hai…